काव्यगगन( kavyagagan)

जब जब छलके अंतरमन,भावोंं की हो गुंजन,शब्द घटाओं से उमड़ घुमड़, रचते निर्मल ...'काव्यगगन'! यह रेणु आहूजा द्वारा लिखा गया ब्लाग है .जो कि उनकि निजि कवितओं का संग्र्ह है!it is a non profitable hobby oriented blog.containing collection of hindi poetries.

Thursday, February 23, 2006

काव्य की आकाश गंगा

सुनो बंधु
सच ये है कि
सब के ह्र्दय मेंं है
प्र्काश का एक पुन्ज

ह्र ह्र्दय में
होती है गुन्िजत
शब्दों की अनुगूंज

यदि प्रकाश के
ये पुन्ज एक दीशा में
कदम बदायें

रोक सकेगा उनको
कौन चलो काव्य की
आकाश गंगा बनायें.
......२३.१२.०६

Friday, February 17, 2006

हिन्दी लीपि (देवनागरी)

यह मेरी हिन्दी लीपि में लिखने का पहला प्रयास है |
मन करता है, खुशी के मारे मर जाऊँ |

Sunday, February 05, 2006

BASANT

basant ek shurooaat nai
naee ritu, oomang nai
beeti ritu kaa aant bhi
basanti hawaa bataa rahi

peeley fool aub kihlen
hiloren oomang ke oothen
mast mast masti ke rung
chaa rahi, deewaanagi

nayaa raag, nai prabhaat
footi nai koplen
basti basti gaanv gaanv
rung gaye basant me

prem rung mugdha man
nichhavar hriday kee naav bhi
neh me jhoomey nayan
thirktey mast paanv bhi

kokilen bhi gaayen aub
ragini madhur madir
kaliyon per nichaavar bhanware
aur bhi adhik ruchir

chaa rahaa oonmaad hai
man ki madhushaalaa me aub
akaaran sugandhit ho rahi
jeevan ki paath shaalaa aub

chid gaee hai raginee
aur taan bansi kee
chid gaye hai geet aub
aur gaa rahey vitaan bhee

kheton se khalihaano se
chhoo chhoo ke jhoomey aub hawaa
itnaa bataati fir rahi
man fir se ooth aur fir se gaa

ched lo aub taar man ke
geet dhun aisee nai
oodaasi kaa bahiraav naa ho
naa aansoo chalkey ek bhi

pairon kee paayal chal padey
aashaaon kee dagar nai
basant kee oomang me jhankey
jankaar aub koee nai

bas aant ho niraashaa kaa
basant ho bas aashaa kaa
kehti itnaa hai basant
khilaa ke peelaa peelaa rang.

on the ocassion of BASANT PANCHAMI on Thursday, 2nd Feb 2006

kavyagaganLiterature Blogs by Indian Bloggers kavyagaganLiterature Blogs by Indian Bloggers